Dil or Dimang
- Kartikey Pandey
- Jul 3, 2018
- 1 min read
Updated: Feb 8, 2022

Na humara waqt badla na zindagi
bas samay ke sath mukam badla
aur har mukam ke sath nayi majburiya
kabhi mai dil ko samjhata ,
kabhi wo pagal mujhe
kabhi hum dono na samaj pate
To akho cse asu chalak jate
ab kya kare jnab
dil mai rhane de t dard
or bhane de to auro ke liye taziyat
isliye maine use samjaya
majburi ko gum ki chadar na uda
samay ke saath waqt zarur badle ga
jhuta hi sahi mkaine use dilasa diya
thoda hasaya thoda gud gudaya
Par...
Hakikat to mai hi jaanta hu
majburiya hi zindagi hai ,
aur jeene ke liye majburiya zaruri bhi hai.
par kya kare har baar iss3e samjana pad ta hai
Kyoki ye mai bhi jaanta hu iss dill ke pass dimag thodi hotaq hai
Comments